SHAB-E-QADR

0

Posted on : 29-09-2008 | By : admin | In : Ramadan Sms, Sms Hut


SHAB-E-QADR

Hadees ka mafhoom hai k: Shab-e-Qadar ko Ramzan k aakhri ashray ki taaq(odd) raton main talash karo.

Aaj 23veen shab hai.
Aaj Allah pak ki khoob ibadat kijiye, Namaz parhiye,
Tilawat kijiye,
Aur ziyada se ziyada waqt Duaon main guzariye.
Aur apne azeezon ko bhi duaon main yaad rakhiye.
Talib-e-Dua:
Wasiq Ansari

  • Share/Bookmark

Write a comment

You must be logged in to post a comment.